Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main diye ki aisi baati jal na saki jo bujh bhi na paati main diye ki aisi baati jal na saki jo bujh bhi na paati aa mil mere jeevan sathi ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi tum sang janam janam ke phere bhool gaye kyun saajan mere tum sang janam janam ke phere bhool gaye kyun saajan mere tadpat hoon main saanjh savere ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main nadiya phir bhi main pyaasi bhed ye gehra baat zaraa si main nadiya phir bhi main pyaasi bhed ye gehra baat zaraa si bin tere har saans udaasi ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi
aaja re piya khilne lage tann mann mein phool tu jo nahin to rang mein jaise pad gayi dhool jaun main kidhar teri dhun mein sanam rasta gayi bhool raahon mein dole jaise sharaabi main rahi jhool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool gulshan gulshan main teri tasveer dhundha karti hoon daali daali pyaar ki zanjeer dhundha karti hoon vaadi vaadi jungle jungle aahein bharti hoon jaaun main kidhar teri dhun mein sanam raasta gayi bhool raahon mein dole jaise sharaabi main rahi jhool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool har dum teri yaad ki khushboo basaaye aanchal mein khoyi khoyi dolti rehti hoon ghum ke baadal mein kisko pukaarun pad gayi yun main kaisi halchal mein jaaun main kidhar teri dhun mein sanam raasta gayi bhool raahon mein dole jaise sharaabi main rahi jhool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool
aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera ho koi na jaane dard mera aaja re loota de ke sahaara tere pyaar ne ho bairi humko to maaraa tere pyaar ne loota de ke sahaara tere pyaar ne ho bairi humko to maaraa tere pyaar ne teri yaad to humko rulaaye re kahaa bhi na jaaye re aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera ho koi na jaane dard mera aaja re chanda bichhad na jaaye teri chaandni ho aaja tujhko bulaaye teri chaandni chanda bichhad na jaaye teri chaandni ho aaja tujhko bulaaye teri chaandni ab aawaaz du dil ghabraaye re chain na paaye re aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera aaja re aaja re aaja re
aaja reee saajan aaja reee saajan aaja reee aaa saajan saajan saajan aaja ree saajan aaja ree waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree pyaar kiya to pyaar mein ab kuchh bhi anjaam ho par jeete jee pyaar kaa naam na yun badnaam ho chhute jahan ruthe khuda chhute kasam na pyaar ki pyaar ke dushman dekh le pyaar ki ye deewangi waadaa waadaa waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree duniya ki parwaah kya hum hain mile taqdeer se pyaar ko baandhe kya koi zulmon ki zanjeer se saare bandhan tod de deewane dil pyaar ke jeene se kya fayada pyaar ki baazi haar ke waadaa waadaa waada kiya hai pyaar mein kabhi hum juda na honge saajan aaja ree saajan aaja ree aaaaaaa aaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaaaa ye jaan rahe yaa na rahe hum door honge nahin ho ye jahan ya wo jahan tu hai jahan main wahin ye jaan rahe yaa naa rahe hum
aaja ri aa aa nindiya nanhi si aankhon mein aa ri aa nindiya aaja ri aa aa nindiya nanhi si aankhon mein aa ri aa nindiya chupke se aa chori se aa nanhi si aankhon mein aa ri aa nindiya aa ri aa nindiya aa ri aa nindiya sone ka palna to layi nahin maa resham ki dori kaho main paoongi kahan soyi hai duniya soyi hai duniya sitaron ke tale meri kutiyan mein mera deep jale ab na jaga ab na jaga nanhi si aankhon mein aa ri aa nindiya aa ri aa nindiya aa ri aa nindiya soya hai gagan soyi hai galiyaan soya hai chaman soyi soyi kaliyaan koi na sune koi na sune hamari batiyan munna mora jage aadhi aadhi ratiyan ab to sula ab to sula nanhi si aankhon mein aa ri aa nindiya aa ri aa nindiya aa ri aa nindiya
aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan bheegi bheegi raat mein dil ka daaman thaam le khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar chaand ki behki nazar keh rahi hai pyaar kar zindagi hai ik safar kaun jaane kal kidhar aaja sanam madhur chaandani mein hum tum milein to virane mein bhi aa jaayegi bahaar jhoomne lagega aasmaan jhoomne lagega aasmaan kehta hai dil aur machalta hai dil more saajan le chal mujhe taaron ke paar lagta nahin hai dil yahan lagta nahin hai dil yahan dil ye chaahe aaj to baadal ban ud jaoon main dulhan jaisa aasmaan dharti par le aaoon main chaand ka dola saje dhoom taron mein mache jhoom ke duniya kahe pyaar mein do dil mile chaand ka dola
Aaja Sar e Bazar
aaja shaam hone aayi mausam ne li angdaai aaja shaam hone aayi mausam ne li angdaai toh kis baat ki hai ladaai tu chal main aayi oh no tu chal main aayi aaja shaam hone aayi mausam ne li angdaai toh kis baat ki hai ladaai tu chal main aayi tu chal main aayi baja kya hai dekho zara tum ghadi guzar jaaye na prem ki ye ghadi baja kya hai dekho zara tum ghadi guzar jaaye na prem ki ye ghadi aati hoon thoda sa dheeraj dharo haa laga doongi main prem ki phir jhadi o utni hi door hai tu jitni kareeb hai tere mere pyaar ka kissa ajeeb hai dhat teri ki ab toh jaan pe ban aayi yeh hai pyaar ki gehraai ab toh jaan pe ban aayi ye hai pyaar ki gehraai toh kis baat ki hai ladaai tu chal main aayi my god tu chal main aayi come soon yaar bahut ho chuki hai teri dillagi chali aao ab shaam dhalne lagi hey bahut ho chuki hai teri dillagi chali aao ab shaam dhalne lagi mere dil mein kitni umangein bhari tumhein main batati hoon aakar abhi aaan haan mera jaadu chal gaya tera chehra
dil insaan ka ek taraazu dil insaan ka ek taraazu jo insaaf ko tole apni jagah par pyaar hai kaayam dharti ambar dole sabse bada sach ek jagat mein bhed anek jo khole prem bina jeevan soona yeh paagal premi bole ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi zaalim kitni der laga di zaalim kitni der laga di tumne aate aate ab aaye ho ab na aate to hum jaan se jaate dil deewana deewane ko hum kaise samjhate dete raam duhaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi fursat bhi hai mausam bhi hai fursat bhi hai mausam bhi hai mann hai rang raliyon mein chhup gayi hai tu khushboo ban ke shaayad in kaliyon mein maine tujhko kitna dhoondha aawaara galiyon mein yeh aawaaz lagayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi mast hawaa ne baat koi mast hawaa ne baat koi aisi keh di kaanon mein
Aaja Tujhe Afsana
aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aawaaz de rahi hai tu meri zindagi hai aaja aaja bujhne lage hain taare ab raat kam hai aajaaa meri kasam hai aaja beqaif hain nazaare phiki si chaandani hai aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aaja aaja bechain hai mohabbat ae husn tu kahaan hai chup chaap aasmaan hai khamosh ho ke duniyan tasveer ban gayi hai aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aaja aaja ae shamma dekh tera parwaana aa gaya hai deewaana aa gaya hai ae shamma dekh tera parwaana aa gaya hai deewaana aa gaya hai aaja ke aarzu ki ye raat dhal rahi hai aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aaja aaja
aaja zaraa aaja zara mere dil ke sahaare dilruba tere liye mere dil mein teri yaad hai jawaan aaja zaraa aaja zara mere dil ke sahaare dilruba tere liye mere dil mein teri yaad hai jawaan are ja ja ja dekh li hai maine shaikhi teri na sata ja ja ab na chalengi yaha chaalen teri are ja ja ja dekh li hai maine shaikhi teri na sata ja ja ab na chalengi yaha chaalen terii o ho ho ho tune na jaana main hoon deewaana dil mein chhupi hai muhabbat teri kuchh nahin yahaan aaja zaraa aaja zara mere dil ke sahaare dilruba tere liye mere dil mein teri yaad hai jawaan ari aa aa aa maan le o gori kehna mera na jala aa aa achha nahin door rehna tera ari aa aa aa maan le o gori kehna mera na jala aa aa achha nahin door rehna teraa o ho ho ho pehle akadna phir paaun padna duniyaa mein mardon ki aadat buri jaayegi kahaan aaja zara na na aaja zara mm hmmm aaja zaraa
oooo oo oooo oo aakaash pe do taare sadiyon se chamakte hain aakaash pe do taare sadiyon se chamakte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka do phool bahaaron mein sadiyon se mehekte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka aakaash pe do taare sadiyon se chamakte hain aa der na kar tujh ko seene se laga loon main aati hoon zara apne dil ko to sambhalun main jab milta hai dil se dil do jaam khanakte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka parvat hain tere waade hoo jharne hain teri kasmein angdaiyaan leti hai tu kaliyon ki nas nas mein duniya se do afsaane ab mit nahin sakte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka karta hai ishaare tu ho chup chup ke bahaaron mein pehchaan hi leta hai dil tujh ko hazaaron mein saawan ki ghanak se bhi do rang chhalakte hain ek teri mohabbat ka ek meri mohabbat ka aakaash pe do taare sadiyon se chamakte hain sadiyon se chamakte hain sadiyon se chamakte hain
aake seedhi lagi dil pe jaise qatariyaa o sawariyaan hoye aake seedhi lagi dil pe jaise qatariyaa o sawariyaan hoye hoye ho teri teerchhi nazariyaa le gayi mera dil teri zulmi nazariyaa o guzariyaa hoye le gayi mera dil teri zulmi nazariyaa o guzariyaa hoye hoye hoye ho jaane saari nagariyaa aake seedhi lagi dil pe jaise qatariyaa o sawariyaan meri gali aate ho kyun baar baar chhed chhed jaate ho kyun dil ke taar ho saiyaan ho saiyaan ho saiyaan padun tore paiyaan meri gali aate ho kyun baar baar chhed chhed jaate ho kyun dil ke taar kya main karun gori mujhe tujhse hai pyaar jo na tujhe dekhoon na aaye qaraar ho gori ho gori ho gori badh ke budhan cheer vi takkar kya main karun gori mujhe tujhse hai pyaar jo na tujhe dekhoon na aaye qaraar hato jaavo naa banaavo hato jaavo haaye haaye naa banaavo hoye hoye hoye natkhat rangeele saanwariyaa aake seedhi lagi dil pe jaise qatariyaa o sawariyaan le gayi mera dil teri tirchhi nazariyaa o guzariyaa peechhe peechhe aate
aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun main chala jaaunga main chala jaaunga do ashk baha loon to chalun main chala jaaunga aaj wo din hai ke toone mujhe thukraaya hai aaj wo din hai ke toone mujhe thukraaya hai apna anjaam inn aankhon ko nazar aaya hai wehshat e dil main zara hosh mein aa loon to chalun main chala jaaunga aaj main gair hoon kuchh din huye main gair na tha aaj main gair hoon kuchh din huye main gair na tha meri chaahat meri ulfat se tujhe bair na tha main hoon ab gair yakeen dil ko dila loon to chalun main chala jaaunga teri duniyaan se main ek roz chala jaaunga teri duniyaan se main ek roz chala jaaunga aur gaye waqt ki maanind nahin aaunga phir na aane ki kasam aaj main khaa loon to chalun aakhari geet muhabbat ka suna loon to chalun main chala jaaunga main chala jaaunga do ashk baha loon to chalun main chala jaaunga
dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak rapaaa rapp rak chick rak chick dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak rapaaa rapp rak chick rak chick dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak rapaaa rapp rak chick rak chick jaaao hatt munh tod deeeeeee halkat munh phatt ye phod deeeee dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak dhin chak rapaaa rapp rak chick rak chick heyyyy chal hatt munh tod deeeeeee halkat munh phatt ye phod deeeee aa li re aa li re saali re saali re kaali re jhagdali re nakhraali re bawaali re hatt heyyy hatt aa li re aa li re saali re saali re bill ki to dilwali lekin munh khole to gaali re hatt heyyy hatt patloon mein junoon hain heyy saala hatt
aan milo aan milo shyaam saanware aan milo aan milo aan milo shyaam saanware brij mein akeli raadhe khoyi khoyi phire raadhe khoyi khoyi phire aan milo o o aan milo aan milo shyaam saanware aan milo brindaawan ki galiyon mein tum bin jiyaraa na laage o jiyaraa na laage ye ye ye nis din tumhaari baat nihaare vyaakul naina abhaage ho vyaakul naina abhaage ye ye ab hi aisi dashaa hai mann ki ka hui hai phir aage re brij mein akeli raadhe khoyi khoyi phire raadhe khoyi khoyi phire aan milo o o aan milo aan milo shyaam saanware aan milo aaj na kaahe jamuna teere murli madhur bajaayi o murli madhur bajaayi yi yi yi aaj na kaahe sakhiyan ke sang hil mil raas rachaayi o hil mil raas rachaayi yi yi yi hamara aangan chhod ke tohe kaun nagariyaa bhaayi re brij mein akeli raadhe khoyi khoyi phire raadhe khoyi khoyi phire aan milo o o aan milo aan milo shyaam saanware aan milo ajahun jo na bheje mohan taine koi khabriyaa o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o o ajahun jo
oooooo ooooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa rang rang ke phool khile mohe bhaaye koi rang naa ho ab aan milo sajna aan milo aan milo sajna aan milo aan milo sajna deepak sang patanga naacheeee aaahaa aaaahaa deepak sang patanga naache koi mere sang naa oye ab aan milo sajna aan milo aan milo sajna sajna sajna sajna sajna aan milo sajna dhoondhte tohe taaron ki chhanv mein kitne kaante chubhe mere paanv mein tune soorat dikhayi naa jaalmaa pardesi hua reh ke gaanv mein ooooooo ooooooo preet meet bin soona soona laage mora angnaaaaaaa ho ab aan milo sajna aan milo aan milo sajna aayin baagon mein phoolon ki sawaariyaan mele ki ho gayi taiyaariyaan tera mera milan kab hoga mili preetam se sab panhaariyaa oooooooooo ooooooooo door door reh ke jeene se main aa jaaun tang naaaaaa oye ab aan milo sajna aan milo aan milo sajna kaise poochhoo main prem ki paheliyaa sang hoti hai teri saheliyaan ve channa kis kam diyaan ye saheliyaan meriyaan raatan ne chhiniyaan
aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa re hooooon taaaaaaaaaaa reeeeee hummmmmmm aan milo sajna sajna re aan milo sajna ankhiyon mein na aaye neendiyaan ankhiyon mein na aaye neendiyaan mohe naa bhaye kaajal bindiyaa soona pada angnaa angnaaa soona pada angnaa angnaaaaa soona pada anganaa re angnaa re aan milo sajna sajna re aan milo sajna sajna re aan milo sajna aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aan milo sajna sajna re aan milo sajna sajna re aan milo sajna chanda aaye taare aaye chanda aaye taare aaye aane waale saare aaye aane waale saare aaye aaye tumhi sang naa sang naa sang naa sang naaaaaa aaye tumhi sang naa sang naa aaye tumhi sang naa sang naa aan milo sajnaa sajnaa re aan milo sajnaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa beeti jaaye yun hi umariyaa kis rang se main rangun chunariyaa kis rang se main rangun chunariyaa bhaaye koi rang naaaaaaaaaa bhaaye koi rang naaaa rang naaa bhaaye koi rang naaaa rang naaaaa bhaaye koi rang naaaa
aana hai to aaaa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aaaaaaaa jab tunjhse naa suljhe tere uljhe huye dhandhe jab tunjhse naa suljhe tere uljhe huye dhandhe bhagwaan ke insaaf pe sab chhod de bande khud hi teri mushkil ko wo aasaan karega khud hi teri mushkil ko wo aasaan karega jo tu nahin kar paaya wo bhagwaan karega jo tu nahin kar paaya wo bhagwaan karega bhagwaan karega aana hai to aa raah mein kuchh pher nahin hai bhagwaan ke ghar der hai andher nahin hai aana hai to aaaaaaaa kehne ki zarurat nahin aana hi bahot hai kehne ki zarurat nahin aana hi bahot hai iss dar pe tera sees jhukana hi bahot hai jo kuchh hai tere dil mein wo sab usko khabar hai jo kuchh hai tere dil mein wo sab usko khabar hai bande tere har haal pe maalik ki nazar hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Re Pardesi Madhumati (1958) 04:30 20876
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:30   Song Number : 20876   

Aaja Re Piya Khilne Lage Baharon Ki Manzil (1968) 02:57 19799
 
Poster of Baharon Ki Manzil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:57   Song Number : 19799   

Aaja Re Pyaar Pukaare Naina To Ro Ro Haare Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:34 13104
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:34   Song Number : 13104   

Aaja Re Saajan Aag Hi Aag (1987) 07:17 18753
 
Poster of Aag Hi Aag (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Chunkey Pandey, Neelam
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:17   Song Number : 18753   

Aaja Ri Aaa Maan Apmaan (1979) 03:50 11557
 
Poster of Maan Apmaan (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ratna Mala
Duration : 03:50   Song Number : 11557   

Aaja Sanam Madhur Chori Chori (1956) 04:52 20045
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:52   Song Number : 20045   

Aaja Sar e Bazaar Alibaba Aur 40 Chor (1980) 05:02 39170
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:02   Song Number : 39170   

Aaja Shaam Hone Aayi Maine Pyar Kiya (1989) 05:13 32748
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Bhagya Shri, Salman Khan
Duration : 05:13   Song Number : 32748   

Aaja Teri Yaad Aayi Charas (1976) 05:51 12965
 
Poster of Charas (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:51   Song Number : 12965   

Aaja Tujhe Afsaana Mirza Sahiban (1947) 03:32 39649
 
Poster of Mirza Sahiban (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:32   Song Number : 39649   

Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Karwan (1956) 03:22 15610
 
Poster of Karwan (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 03:22   Song Number : 15610   

Aaja Zara Mere Dil Ke Sahaare Ek Jhalak (1957) 03:50 16083
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:50   Song Number : 16083   

Aakaash Pe Do Taare Roop Tera Mastana (1972) 06:44 40770
 
Poster of Roop Tera Mastana (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Mumtaz
Duration : 06:44   Song Number : 40770   

Aake Seedhi Lagi Dil Pe Half Ticket (1962) 03:36 20047
 
Poster of Half Ticket (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Madhu Bala
Duration : 03:36   Song Number : 20047   

Aakhari Geet Muhabbat Ka Neela Akash (1965) 04:00 13867
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:00   Song Number : 13867   

Aali Re No One Killed Jessica (2011) 04:59 20052
 
Poster of No One Killed Jessica (2011)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2011
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee
Duration : 04:59   Song Number : 20052   

Aan Milo Aan Milo Devdas (1955) 03:25 13062
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dulari
Duration : 03:25   Song Number : 13062   

Aan Milo Sajna Aan Milo Sajna (1970) 06:48 20053
 
Poster of Aan Milo Sajna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Asha Parekh
Duration : 06:48   Song Number : 20053   

Aan Milo Sajna Gadar (Ek Prem Katha) (2001) 06:20 16740
 
Poster of Gadar (Ek Prem Katha) (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Amisha Patel
Raag- 
Khamaj
Duration : 06:20   Song Number : 16740   

Aana Hai To Aa Naya Daur (1957) 05:45 13855
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
Raag- 
Bhairavi
Duration : 05:45   Song Number : 13855